how to change iqama status hindi apna iqama ka validity kaise check kare
kya aapbhi apna iqama ka validity janna chate hai hamsab log ko iqama ki validy janne ki jarurat keun padti hai hamara iqama jo hota hai wo arabic me hota hai hamlog ko arabic malum nahi hoti hai isliye hamlog koshish karte hai ki agar ham apna iqama ka validity agar english me jan lete to kitna achha hota to ham aaj aapko batayege ki aap apna iqama ka validity kaise check kar sakte hai
wo bhi inglish me or aap dusro ko bhi sikha sakte hai sabse pahle ham log jaan lete hai ki hamlog ko iqama ka status check karne ke liye kya kya chij ki jarurat padne wali hai or ham kaise check kar sakte hai
sabse pahle aapke pass iqama number hona chahiye jiska aap validity check karna chahte hai aap diye gaye link pe click kar sakte hai ya aap google me bhi iqama status likh sakte hai
yaha par
aap is link par click karke direct ja sakte hai jab aap is link ko click karke aayenge to aapko kuch aaisa interface khulega isme aapko apna iqama number mangega simple aapko apna iqama number dalna hai or capcha ko bharna hai jaisa ki aap is image me dekh sakte hai
upar me aapko iqama number dalna hai fir aapko niche code dalna hai uske baad aapko view pe click karna hai jab aap view pe click karenge to aapke samne kuch page khulega jisme aapka iqama ka validity dikhayega jaisa ki aap is image me dekh sakte hai
ab aapko is date ko copy karna hai fir aapko convert karna hai ya aap arabic calander me bhi dekh sakte hai
agar aapka kuch sawal ya sujhao hai to aap hame comment kar ke bata sakte hai
No comments: