Alahli Atm me mini statement kaise nikale puri jankari hindi me - Husen technical
Quickpay mini statement kaise nikale Atm se ?
Hello
friends
Welcome to
husen technical kya aap quickpay Atm me mini statement nikalna chahte hai mini
statement nikalne ke bahut se karan ho sakte hai jaise ki bahut saare log
mahina me kitna transaction kiye hai kitna deposit kiye hai kitna nikale ye sab jankari lena chahte hai isliye hame
jarurat padhti mini statement ki wajah
jo bhi ho chaliye sikh lete hai ki mini statement kaise nikalte hai
Quickpay alahli bank mini statement kaise nikale Atm se ?
Main aapko step by step bataunga aap hame follow kar sakte hai mini statement nikalne ke liye Atm me jaye
or diye gaye step ko follow kare
*Step 1 –
insert atm card > atm card atm
machine me dale
*Step 2 –
choose your language > apni bhasha chune
*Step 3 –
enter 4 digit pin number > apni 4 ank wala pin number dale
*Step 4 –
press accept >accept ke button pe dabaye
*Step 5 –
press other transaction button
Other
transaction pe dabaye
*Step 6 –
press mini statement button > mini statement pe dabaye
*Step 7 – no
to finish transaction > agar aapka transaction pura ho gya ho to no pe daba
kar apna atm card bahar nikal le apna receipt bhi atm machine se nikal le
Agat aapko
koi bhi pareshani ho rahi hai to aap bank me puch sakte hai
Mujhe umeed
hai aapne sikh liya hoga ki quickpay atm me mini statement kaise nikalte hai
agar aapko achha laga to aap apne dosto ke santh bhi share kijiye agar aapko
koi bhi pareshani hai ya sawal hai to aap hame comment box me puch sakte hai
jab main online aaunga to aapko jawab reply karunga ya aap hame facebook page
pe bhi contact kar sakte hai
No comments: