saudi arabia me quick pay account kaise khole ncb bank me puri jankari hindi me
Hello friends
Welcome to husen techinical aaj ka hamara bahut hi important and serious topic hai ncb bank me free me account kaise khole sabhi jagah bank ka branch open ho gaya hai ham apne paise ko bank me safe kar ke rakh sakte hai ncb bank me account khol ke paise rakhne se aapko bahut saare fayeda ho sakta hai main aapko pura details me bataunga
Welcome to husen techinical aaj ka hamara bahut hi important and serious topic hai ncb bank me free me account kaise khole sabhi jagah bank ka branch open ho gaya hai ham apne paise ko bank me safe kar ke rakh sakte hai ncb bank me account khol ke paise rakhne se aapko bahut saare fayeda ho sakta hai main aapko pura details me bataunga
quick pay (ncb) bank me account kholne se aapko kya benefits milenge ?
aagr aap quick pay yani ncb bank me account kholenge to aapko bahut sare benefits mil sakte hai jaise aap india me bhi paise bhej sakte hai atm se paise nikal sakte hai sadad payment kar sakte hai iska sabse bada fayeda to ye hai ki hame ye account free me kholne ke liye offer de raha hai agar ham dusre kisi bhi bank me account kholwate hai to hame minimum balance maintain karna padta hai kaise agar ham alrajhi bank saab bank ki baat kare to ye sab bank hame account kholne ke samay 1000 riyal mangte hai jab hame free me account khul raha hai to ham dusre jahag keun jaye
india me paise bhejne pe kitna time lagta hai ?
dekhiye iski service bahut hi achhi hai main bhi isse bank se bhejta hu agar main apni bat batau to jab bhi paisa bhejta hu to mere account me jane me sirf 10 minute lagte hai
agar ham dusri bank ki bat kare to wo sab ek din ka time le lete hai
document needed for opening account ?
1. valid iqama
2. mobile number
3. indian account number
4. 100 bhi leke jaye aapko paisa bhej se sikhayenge ki aap quick pay ka atm kaise use karte hai
how to open quick pay account ?
aapko jyada kuch nahi karna hai aap apna iqama ka copy ya iqama leke jana hai or ek application form diya jayega usko fill karke jama kar dena hai aapka account khol ke aapko atm usi waqt de denge jyada jankari ke liye aap quickpay ke website pe visit kar sakte hai
visit quickpay official website http://www.quickpay.alahli.com/en-us/Pages/default.aspx
mujhe umeed hai ki aapne sikh liya hoga ki quick pay account kaise kholte hai agar aapko koi bhi pareshani ho rahi hai to aap hame comment box me bata sakte hai
No comments: