stc wifi modem ko formet kaise kare
hello friends
welcome to husen technical kya aap apne modem ya router ko formet karna chahte hai kya aap apne modem ka password bhul gaye hai ya aap uska login id bul gaye hai agar aapke pass inmese kuch bhi hota hai to aapko apna modem formet karna padta hai ya bahut sare log aaise hai jinka internet speed slow ho jata hai tab bhi wo apne modem ko formet karte hai karan jo bhi ho sabse pahle ham jaan lete hai ki modem ko format kaise kare
stc wifi me mac filtering kaise lagaye ?

formet stc wi-fi modem ?
agar aap stc modem ya mobily ka modem ya tp link jo bhi ho agar aap usse formet karna chahte hai to aap bahut hi asani se formet kar sakte hai formet karne ke liye aap ye step follow kar sakte hai aapko apne modem ke pichhe ya side me ek reset ka botton hota hai aap usko 10 sec press kare aapka modem automatic restart hoga or aapka jo default mode pe chalu hoga aap uske pichhe likhe huwe password ko dekh ke apne device ko connect kar sakte hai congratulation aapne apne stc modem ko format kar liya hai
aagar aapko koi bhi pareshani ho rahi hai to aap hame comment box me bata sakte hai ya aap mujhe facebook pe contact kar sakte hai agar aapko achha laga to apne dosto ke santh bhi share kare or unki bhi help kare
facebook page https://www.facebook.com/husentechnical/
No comments: